Farma-e-rasool (sal’lallaho alayhe va aalehi va sallam)
Ali ainulla, ali nafsulla,ali yadulla, ali jismulla,
hum nay toh ali ko khaibar ko shah
khaa jaa zara unse pochh jis nay khuda kaha
Waizz ali ke bare mein humsay na
bahess kar
iman ali hai haq ali hai deen ali hai khud
muskil mein raha sari dunaya ke liya muskil kusha
bangaya ali
Bolta quran hai, haq toh hai kabatulla ali ka ghar
jo ali ke ghar ka chakar lagata hai
usay taavaaf khate hai aur
Abu turaab ke saaye mein aa gaya ali abu turaab hai.
Ali kulay emaan hai koi mujhse pocha ke
tera iman kya hai teri naama kya hai tera
deen kiay hai tere kalama khaya hai teri
zakaat kiya hai haq toh ye hai ke mera
iman ali hai mera quran ali hai mera deen
ali hai mera imaan ali ali ali ali ali ali
ali ali…….
No comments:
Post a Comment