Haami Bhi Na Thay Munkir-E- Ghalib Bhi Nahi Thay
Hum Ehl-E-Tazabzub Kisi Janib Bhi Nahi Thay
Iss Bar Bhi Duniya Ney Hadaf Hum Ko Bnaya
Iss Bar To Hum Shah K Msahib Bhi Nahi Thay
Baich Aye Sir-E-Qariya-E-Zar Jo Bahr-E-Pindaar
Jo Daam Miley Aisey Munasib Bhi Nahi Thay
Mati Ki Muhabat Mein Hum Aashufta Siron Ney
Wo Qurz Utarey Hein K Wajib Bhi Nahi Thay
Lo Deti Hoi Raat, Sukhan Kerta Hoa Din
Sab Uss K Liey, Jis Se Mukhatib Bhi Nahi Thay

No comments:
Post a Comment