Is barish main mujhey

Is barish main mujhey tera pyar bhi
kachi matti ki maanind laga
k jesay
chand lamhon ki inayaton k baad
zameen ko sara sal
pyasa rehna hai

No comments:

Post a Comment