dil main basa rakha hai teri wafaon ko

dil main basa rakha hai teri wafaon ko,


aankhon me chupa rakha hai teri adaon ko,


iss jahan main kya doon tumhe batao,


ho sake to tohfa samajh lena meri duaon ko

No comments:

Post a Comment