Karoge yaad ek din is pyar k zamane ko,Sad Sahriya 2013-14



Karoge yaad ek din is pyar k zamane ko,
Chale jayenge jb hm kabhi na vapas aane ko,
 
Karega mehfil me jb zikr hmara koi,
To tm bhi tanhayi dhundoge aasu bahane ko…

wo mastiyan karna class main teachers ko satana
chalti hui leacture main sir ko choklete khilana
 
test main 1st ana
our doston ko chirana
 
har bat par larna or manana
yad ati hain wo batain
 
exams k waqt teachers k peeche bhagna
friends ki note book se apne liye notes banana
 
papers main wo sath parna
yad aati hian wo baten
 
ferwell ki party main seniours ka mazak urana
wo rona wo rulana
 
yad ati hai wo baten
wo mastiyan karna class main teachers ko satana........

Posted By.......Irfan........

No comments:

Post a Comment