Zardari ki car k neche 1 Chot sa Pappi (pilla) a kar mar Gya

Zardari ki car k neche 1 Chot sa Pappi (pilla) a kar mar Gya
Zardari nay driver se kaha Iss k maalik ka pata karo taky main usy bta Dun
Driver pilly k maalik ko Dhondnay chala gya aur jab driver wapis aya tu
Us k galay main Bohat se phoolon k harr thay
Zardari ya kiya Bat
Driver sir, main ne logon se siruf yahi kaha k
Main Zardari ka driver hun kuttay ka bacha mar gya hai
Unhon nay agli bat suni hi nahi aur mujhe Haar pehna diye

No comments:

Post a Comment