"aik nusrani nay imam jaffar sadiq(as) say "aa'zaa" k baray may sawal kiya



"aik nusrani nay imam jaffar sadiq(as) say "aa'zaa" k baray may sawal kiya:
ap(as) nay farmaya suno allah(jj) nay insan k jism may

12 jor

246 hadiyain

360 rugain paida ki hain

rugain poray jism ko sairab karti rahti hain,

hadiyain in rugo ko samhalay howay hain

or

gosht in hadiyou ko samhalay howay hain phr phathay is gosht ko samhaly howay hain,

allah(jj) nay 2 hatho may 82 hadiyain,

paon may 43 hadiyain paida ki hain,

phr re'irh may 18 girha'an or os k har taraf 9 pusliyain hain,

phr gardan may 8, sir may 36, moon 28(20 saal k baad 32)

book ref:

(bihar.ul.anwar

jld8 pg#243)

No comments:

Post a Comment