Mana ka Tum Mein Khud Kash Bumbar Bahut hai

Mana ka Tum Mein Khud Kash Bumbar Bahut hai

Mana ka Tum Mein Khud Kash Bumbar Bahut hai
Marne ko Azadar bi Tiyar Bahot hai
Par Imqan Teri Jheet ke Duswar Bahot hai
Mere Waten main Shaha A.S ke Azdar Bahot hai
Dika de ga Jawan Mera Ali Akbar ki Jawani
Abbas ke Sadqe se Wafadar Bahot hai

No comments:

Post a Comment