main guzri raaton ko yaad kar k



main guzri raaton ko yaad kar k
woh khud se teri hi baat kar k
main sham-e-manzar ko dekhta hon
dino ko apne kharab kar k

hove juda tu baat kiya hai
main sochta hon ye yaad kiya hai
bhuja raha hon main piyaas apni
ankho ko apni seraab kar k

tumhian tha jana tu maine samjha
k dekho kitna main na samjh tha
jo mil na paya jawab mujhko
gaye ho tum woh sawal ban k

tumhain hi her pal sochne se
hoi hai mujhko maharart hasill
k teri yaadain mili hain mujhko
haseen sa ek inaam ban k

No comments:

Post a Comment